Digital Locker Kiya hai Aur Kaise Use Kare Janiye Puri Jankari Hindi Me

Digital Locker Kiya hai Aur Kaise Use Kare Janiye Puri Jankari Hindi Me


hello Friends aaj hum Ek Digital ke baare me baat karenge, India kuch salo me Digital ban gaya hai aur Hame Digital banna Padega

Pahela India me Ek Digital Aaya wo hai Aadhar Card and bahut digital aa gaya hai ,digital ki information k liye hume jode rahe.
 

Digital Locker
www.wayforeducation.com
Aaj Hum Fast Duniya me apna Document security jaruri hai means k document sath lekar nahi ja sakte hai kiyuki kai bhi kho jana sambhanvan raheti hai, Isliye Document K security ke liye India me Security Digital Locer Lanch hua hai.
 

November 2014 se Digital locker India me online launched ho chuka hai. Digi locker kya hai or issey hame kya fayde hain or is e-locker par ham apne document kaise store kar sakte hain in sab sawalon ke jawab ke liye maine ye post likhi hai.
 

    digital locker kiya hai janiye Hindi Me                                         


Digital locker Ek website hai Indian  goverment se Jode hai, digital locker ko chhote name se digi locker kaha jata hai toh me digi locker hi kahunga. digi locker Ek Har Indian k Liye bahut aasan tarike se apna document safe rakh sakte hai jese ke certificate ,document ke photo khickar digi locker me upload kar sakte hai.

Digital locker ko ham online locker bhi keh sakte hain digi lockar me ham apne important document jaise Pan card, Passport, Income tax file, Property paper, Mark sheet, Aadhar card, Voter Id, Government issued certificates or document, Birth certificate or Educational degrees ko online cloud storage par save karke store kar sakte hain.

    Cloud Storage Space Kya Hota hai                                            

Cloud Storage ka Apna Ek Servar Hai Jispar Apko Free Storage Space diya jata hai jismai Aap Aapne valuable Documents save rakh Sacte hai Or Jo Aapko Storage Space diya Jata hai WO kafi Secure Hai Or Https Security Se less Hota hai or ye Aapke Aake mobile number Or Aadhar Card Se link Hota hai isliye isko koi or Access Nahi kar sacta hai.kyuki ismai kafi high leval ki security hai isliye ye itna safe hai.
 

      Digi locker par account banane ke liye aadhar card ki jarurat hoti hai.

Digi locker scheme ke peeche government ka maksad ye hai ki ham apne sabhi  document or certificate online cloud storage par store karke all world kahin bhi access kar sake. Iska main benefit ye hai ki apko apne  document carry karne ki jarurat nahi hai jab bhi or jahan bhi jarurat padhe aap document ko online access kar sakte hain.

     Security Digi Locker                                                                   

 
Government ne security purpose se ye declare kiya hai ki digital locker totally security project hai. User dwara digi locker me store kiye gaye document par iska koi bhi bura effect nahi padhega.

Jab bhi user account me login karega tab register mobile number OTP yani ki one time password ayega jise login page par verification ke liye enter karna hoga OTP verify hone ke baad hi user digi locker open kar payega.

      Digital locker par account kaise banaye                                       


Step 1:


 Sabse pehle Government ki Digital Locker website par jaaye
 Click : digital locker

More Detail Image show 
image 1
step 1

 

Step 2:

Apna mobile number enter kare.
Image Show kare

image 2
step 2

Step 3:


Jo mobile number aap enter karenge us par 6 digit ka code sms hoga us code ko box me enter karke verify kare.
 

Step 4:

Verification ke baad apna Username or Password set kare.
image 3
step 3 ke baad 4

Step 5:

image 5

Enter  aadhar Number likh kar submit kare
Note : Image follow kare
Step 6: 


image 6


Jese Aap Aadhar no submiit karte Ek verification karna padega, ek mobile sms se OTP aayega, wo no verify kare.

 Step 7: 
image 7

Ab aapka popup message show hoga "Welcome DigiLocker"
ab aap happy 

Step 8:  
image 8


Top ma Email Id dalkar Email verification kare 


Log in karne ke baad email verification box me email fill karke verify kare.

Step 8:

email account me login karne ke baad link par click karke email verify kare.

          Ab aapka Digi Locker Ban gaya                                               
 

Ab app bina kisi pareshani ke apne document digital locker me save karke kahin bhi online access kar sakte hain.
 

        Aap ko ye information kaise lagi mujhe jarur bataye.                
 

Hello Friends Nayi nayi jankari k bare me post likhta raheta hu isliye hume jode rahene ke liye facebook like kare

3 Responses to "Digital Locker Kiya hai Aur Kaise Use Kare Janiye Puri Jankari Hindi Me"

  1. Bahut Important Topic Likha hai,Simple se samjaya hamko toh complete me samaj aa gaya

    ReplyDelete
  2. Aasani sent me Apna digital locker banaya
    Great post !!!

    ReplyDelete

Thanks For Visit Way For Education and +917567530385 OFFICIAL WHATSAPP SUPPORT WAY FOR EDUCATION