Important Account ka Strong Password Create Karne Ke Master Tips Janiye Hindi Me

Hello Friends Way For Education me Welcome Karta hu.

strong password kese banate hai
strong password

Aaj Hum SecurityArticle Post read karenge kiyuki aaj kal security bahut Important hai.

Password word hmare liye kitna important and secret hota hai. Lekin Aaj ke jamane me koi bhi account ke password safe
nahi kahe ja skate hai kyuki hacking strength itni badh gyi hai ki kabhi bhi koi bhi hamare password hack kar skta hai.

Dosto simple password se kisi bhi account hack ho jata hai, toh fir hack na ho esa karne ke liye strong password jaruri hai


Request : Aaj ki Post saru se end tak complate read kijiye kiyuki ab digital jamna me Password k baare me janna jaruri hoga, strong password banane ke liye kisi se pass jana nahi hoga.

Kabhi hamare dimag me ye aata hai ki hum strong password kaise banaye jis se koi bhi hamare password hack na kar sake .
kuch strong password example se jante hai ki kese strong password banaye.

Facebook , Twitter ,email , ATM , bank , WiFi , ke password hack kiya jata hai.

Chaliye jante hai ki in sab ke bich hum apna safe aur storng kaise lagaye aur apna account ,password aur data surkshit rakhe
ye sab easy tariko se jante hai.



Strong passwords kaise banaye aur password hack hone se kaise bachaye Janiye Puri Jankari


Point 1: Simple password nahi rakhe

Simple password k 1234567 esa nahi rakh
kesa password nahi rakhna nahi chayiye
1234567,abcdef, 12365ds, esa nahi rahna nahi chayiye.

Point 2: Normal Aur Week Password nahi rakhe

Hume kbhi bhi short password nahi lagabe chahiye
Password me naam ya mobile number na rakhe
Kabhi bhi dictionary word ka use na kare inka koi matalab ho.
   
Eshe password ka use na kare jo apne alawa koi aur bhi janta ho jaise ghar naam , paltu janwar ka name ,Date of birth, zip code etc.
Hum khub bhul jaye eshe password bhi na rakhe.

Is type ke password ko hum normal ya week password kahte hai jo hacker asani se hack kar skate hai aur is type ke password ko bhi asani se chura bhi skate hai.

Point 3: Simple se strong password rakh sak hai

Password lagate time kisi long syntax ko use kare aur sytex esha ho ki apne ko saani se yaad rahe,
jaise "My name is kalpesh kumar from gujarat" aur in sab ke starting words ko password ke taur par use kare
Jaise "mnikkfg" isko aap password ke rup me use kar sakte hai. Ese password koi bhi hack nahi kar paayega.

Point 4: Master Tricks Se Password Strong Bana sakte hai

App password banate time tricks ko use karke bhi password laga skte hai aur is type ke password safe bhi hote hai

Trick 1: "Mera name kalpesh and my whatsapp no 7567530385 hai"
-strong password make "kalpesh0385" or "mnk385amwn"(ahiya 3 digit use hai)

Trick 2: ABCD ka number hai 1 to 26 rakhe Aur apna mobile no se code bana le,
 Ex.mera no 7567530385 hai toh code "gefgec@hf"  ahiya 0 ko @  liya hai.
 
Point 5: mobile number with verification alert 

Bahut si eshi services hiti hai jo login ke sath mobile number verification mangti hai.
Un sabhi me mobile number verification alert rakhe kyuki jb bhi password hack karne ki bhi koshish karega
to bhi verification code ke wo hack nhi kar payega. is tarah se bhi hum apna account safe rakh sakte hai.

Point 6: long password hi use kare

Password generate karte time hamesha long password hi choose kare kyuki long password todna muskil hota hai .
Password ko 8 text se long hi rakhe aur yahi password agar 20 se 24 word ka ho utna hi safe hota hai
Matalab yah hai apna password jitna lamba hoga utna hi jyada storage Password honga.

Point 7: Substitute character ka use kare

Password me substitute charecter ka pryog kare usme rupay ,
dollar  ka symbol $ , ¥ use kare is type ke password bahut storng aur secured bhi hote hai in password ko hack karna mushkil hota ha.

Point 8: Alfa numeric ka use kare

Password bante time password me Alfa numeric characters ka use kare #, @ ,*  password me number,
 word and special character ka combination hoga to password aur jyada strong hoga.


Point 9: Ek jaisa password nahi rakhe

Aapke paas alag alag kai account to honge hi to jahir hai ek password bhi sab account ke honge.

Kabhi kabhi hum galti kar dete hai aur sab account ke password same rakh dete hai ki password bhulenge nhi aur password save kar denge to longin ke time baar baar tyoe nhi karna pdega .

Par shayad aapko pta nhi sb account ke ek jaise password rakhne se hum unsecure jyada jote hai.Hamare kusi ek account ke password leak ho jaye to sare account per risk rahti hai aur aur dhyan me rkhe ki hum sare account ke password same na rakhe.

Point 10: Online Strong Password Generate kare.

→Online Password Generate karne ke liye ahiya CLICK kare

Ab aap ko samajh me aaya koga ki hum  strong password kaise banate hai aur Password ho hack hone se kaise bacha sakte hai. Normal Aur Simple password ka use kyu nhi karna chahiye.

Read : WhatsApp Account Hack Hone Se kaise bachaye janiye Puri Jankari Hindi Me

Hello Friends Aaj Hum bahut Important Topic bare me bataye hai is Topic k baare samj na aayi hai toh fir se read kare kiyuki Digital
jamana me Password banana shikhna hai isliye dhiyan se read kare Aur Practice kare.


Hello Friends Post ko Har Friends ke Pass share karo kiyuki hack se bachna jaruri hai Aur main important baat hai me roj naya topic k baare me likhta raheta isliye aap daily site visit karte rahiye.

Note : More Strong Password(Encryption and Decryption) banana shikhna hai toh hume contact kijiye

Email : wayforeducation22@gmail.com

4 Responses to "Important Account ka Strong Password Create Karne Ke Master Tips Janiye Hindi Me"

  1. Aur bhi strong password banae ke liye tips hoi toh muje send

    ReplyDelete
  2. ABS Education Center12 January 2017 at 20:28

    aapne bahut important tips di hai thank you

    ReplyDelete

Thanks For Visit Way For Education and +917567530385 OFFICIAL WHATSAPP SUPPORT WAY FOR EDUCATION