Mobile ki battery kabhi nahi hogi blast, Janiye Master Tips

Mobile ki battery kabhi nahi hogi blast, Janiye Master Tips

bettry
 Hello Friends aaj hum bahut important topic par batavunga jise Aapko lifetime benifit hoga.Me Ek Din Mobile Shop se Ek Charger laya, wo charger 3 mobile me use kiya Toh sabhi mobile me charge ho raha tha, lekin 4 din k baad mera ek Android mobile me charge hona bandh ho gaya baki 2 mobile me charge ho raha tha, uska matalb saf hai k Ek hi mobile ka charger dusra mobile me use na kare, kabhi mobile me charge 100% ho jata hai thodi der me 10% charge ho jata hai sabhi problem ka solution mene bataya hai wo bhi post read kar le. Android Mobile ko Garam Hone Se Kaise Bachaye


Aaj ki khabar aapke liye fayde me hoga Jise Aarticle Dhiyan se suru se end tak read kare Kuch din pahele battery fatne kai khabar samne aayi thi, paruntu hamesha company ke nirman se khami ho e jaruri nahi hai, ho sakta hai user ki Aur se bhi kuch galti rahi ho,aayie kuch master tips se aap apni battery safe rakh sakte hai.Taki aap apne mobile ki battery fatne se bacha sake.

Tips 1 : Battery Kabhi bhi ekdam down nahi hona chahiye, Use kam se kam 30% charge hona chahiye

Tips 2: Charge Par lage mobile ka kisi bhi prakar ka upyog nahi hona chahiye

Tips 3: Jab Mobile puri tarah charge ho jay toh use charger hata lena chayiye varna mobile garam hona saru ho jata hai

Tips 4: Battery compnay ka use kare wo bhi ek hi mobile me use kare

Tips 5: USB Charger se Charge kare kiyuki USB se charge hota hai toh kabhi bhi battery garam nahi hoti islye fatne ka chance nahi hota, mobile safe raheta hai, aapne kabhi naya mobile late ho toh kai chatger USB adapter se hota hai kiyuki compny nahi chahti k aapka mobile fate.

Hello Friends Aaj Ham Bahut important topic pe bataya hai, aa 5 tips aapke k liye bahut fayde hoga, post ko apne friends ko
bhi bataye.

1 Response to "Mobile ki battery kabhi nahi hogi blast, Janiye Master Tips"

Thanks For Visit Way For Education and +917567530385 OFFICIAL WHATSAPP SUPPORT WAY FOR EDUCATION